ILM WO ILM HAI , JISE DUNIYA WALE NAHIN JAANTE, IBADAT WO IBADAT HAI, JISE AAM LOG NAHIN JAANTE , KOSHISH WO KOSHISH , HAI, JIS KA KOSHISH KARNE WALON KO PATA HI NAHIN HAI,,,,,,,,TO PHIR KYA HAI, HAQIQAT ,, JANE SUFISM SE,,,
Saturday, 11 May 2013
DUNIYA ALLAH KA ( ZAHIR ) HAI, AUR ALLAH DUNIYA KA BATIN ( INSIDE ) HAI, ISI LIYE HADEES SHAREEF HAI KE DAHAR (DUNIYA - ZAMANA) KO BURA NA KAHO, KYONKI DUNIYA HI ALLAH HAI,, LEQIN ZAHIR ME AUR BATIN ME ALLAH HAI, JO DUNIYA KE JARIYE ZAHIR HO RAHA HAI,,, SHUKRIA,,
HAR HAQIQAT KO SAMAJHNE KE LIYE FIQAR AUR TAWWOJOH KI ZAROORAT HOTI HAI, AGAR KOI SHAKS IS SE KAAM LE TO KAFI KUCH SAMJHA JA SAKTA HAI,,,, ?????????? SHUKRIA,,,,
imaan ki teen kisme hain,,, 1.aam logon ka imaan, 2. khas logon ka imaan, 3. khas ul khas logon ka imaan........... mujhe ye sochna hoga ke MAIN kis me se hoon,,,???????
Friday, 8 March 2013
DUNIYA KE LIYE ILM KA HASIL KARNA QUFR HAI, AUR HUJJAT AUR GHALBE KE LIYE ILM KA CHAHNE WALA MUNAFIQ HAI, AUR ALLAH TYALA KI TALAB KE LIYE ILM KA CHAHNE WALA KHALIS MUSALMAAN HAI,,,,,SHUKRIA,,,
Wednesday, 16 January 2013
INVITATION, INVITATION,INVITATION,,,, AND SORRY, FOR PREVIOUS SPELLING MISTAKE,,,, THANKS,,,,
lafz bartan hain, aur un me mayne pani ki tarah hain,,, mayne ka samundar wo hai, jiske paas UMMUL KITAB hai,,shukria,
Friday, 4 January 2013
YE HIDAYAT DENE WALI HAI, MUTTAQIYON, (PARHEZGARON ) KO.... 2:2 QALAME ALLAH,,, TASREEH : TO HIDAYAT HASIL KARNE KE LIYE PARHEZGAR HONA PAHLI SHART HUI,,, AUR YE BHI SABIT HUA,,, KE QURAN SE HIDAYAD LENE KE LIYE MUJHE PAHLE PARHEZGAR BAN NA PAREGA,,,SHUKRIA,