ILM WO ILM HAI , JISE DUNIYA WALE NAHIN JAANTE, IBADAT WO IBADAT HAI, JISE AAM LOG NAHIN JAANTE , KOSHISH WO KOSHISH , HAI, JIS KA KOSHISH KARNE WALON KO PATA HI NAHIN HAI,,,,,,,,TO PHIR KYA HAI, HAQIQAT ,, JANE SUFISM SE,,,
DUNIYA ALLAH KA ( ZAHIR ) HAI, AUR ALLAH DUNIYA KA BATIN ( INSIDE ) HAI, ISI LIYE HADEES SHAREEF HAI KE DAHAR (DUNIYA - ZAMANA) KO BURA NA KAHO, KYONKI DUNIYA HI ALLAH HAI,, LEQIN ZAHIR ME AUR BATIN ME ALLAH HAI, JO DUNIYA KE JARIYE ZAHIR HO RAHA HAI,,, SHUKRIA,,
HAR HAQIQAT KO SAMAJHNE KE LIYE FIQAR AUR TAWWOJOH KI ZAROORAT HOTI HAI, AGAR KOI SHAKS IS SE KAAM LE TO KAFI KUCH SAMJHA JA SAKTA HAI,,,, ?????????? SHUKRIA,,,,